Sayyed Abbas
Health and wealth
Yaa aba Salehal Mahdi Adrikni(atfs)
05/07/2026
Salamun Alaikum
Hadees e Qudsi :
mein Allah Ta'ala ne Rasule Khuda (saww) se farmaya, "Jo bhi insaan aap ke nawaase Shaheed e Karbala (as) ki mohabbat mein apne maal se ek dirham ya dinaar kharch karega, Main duniya mein uske ek dirham ya ek dinaar mein Barkat daal kar usko oos Azadari mein kharch ke evaz (badle) 70 guna (70 times) zyada ataa kar dunga".
Azadari - Ahlebait (as) Ki Nazar Mein, p168
*MAHE MOHARRAM 1448 HIJRI*
*اَللَّهُمَّ صَلِّ عَلى مُحَمَّدٍ وَّآلِ مُحَمَّدٍ وَّعَجِّلْ فَرَجَهُمْ وَالْعَنْ أَعْدَائَهُمْ اَجْمَعِيْن*
Har saal ki tarha iss saal bhi
Inshallah hum ko ye taufeek mili
* Hazrat Imam zainul Abedin (a.s) *
ki shahdat ki munasibat se
*6th July se 10th July*2026
Time .10 pm
Ek khamsa e Majlis ka inekat kiya gaya hai jis me last Majlis me Imam zainul Abedin (as)ka taboot bhi baramati hoga
spekar* 1,2,3th Majlis ko *Maulana Ali Nawaz sahab qibla Khitab farmainge*
4,5th Majlis ko *Maulana Irshad Haider sahab Khitab farmainge*
Every day *Anjuman e masoomiya sina zani o noha khawani kregi*
location*masjid Imambada gulshan e Hussaini jogeshwari East -400060* momenin se shirkat ki 🙏 guzarish hai
*Note last me inshallah niyaz ka intezam rahega*
*Jo Moamenins Iss qaare khair
Me Hissa Lena chahate hai apne marhoomin ki traf se *
Wo contribution krke sawabedaren hasil kre
Gpay number 7304666530
Minjaanib
*Muhibbane Aza*
Great khatib Maulana Irshad abbas naqvi sahab #
13/02/2026
Salamun Ala aale yasin (atfs)
Sheezu Rizvi Aminu Abbas Adms Razi Hasan Dilnawaz Alirizvi
09/02/2026
Ali name calligraphy
Salamun alykum aap Tamam mohibane Ahle bait (a.s) ko ye Raja bul murajjab ka mahina aur Hazrat Imam Mohammad baqir (as) ki wiladat bhot bhot mubarak ho
Category
Contact the business
Website
Address
Mumbai
400060
Opening Hours
| Monday | 11am - 10pm |
| Tuesday | 11am - 10am |
| Wednesday | 11am - 10am |
| Thursday | 11am - 11pm |
| Friday | 11am - 10pm |
| Saturday | 11am - 10pm |
| Sunday | 11am - 10pm |
